"Chhalak Chhalak" with German subtitles
Hindi Lyrics:
Hey sheeshe se sheesha takraaye
"Chhalak Chhalak" with German subtitles Hindi Lyrics:
Hey sheeshe se sheesha takraaye Jo bhi ho anjaam
O dekho kaise
Arre sheeshe se sheesha takraaye Jo bhi ho anjaam, o dekho kaise (Chhalak chhalak chhal, chhalak chhalak chhal Chhalak chhalak chhalkaaye re)
Hey, jhaangh pakhaawaj taashe baaje Chhalke jab yeh jaam, o dekho kaise
Aha, aha, aha, o dekho kaise (Dhamak dhamak dham, dhamak dhamak dham Dhamak dhamak dhamkaaye re)
Sheeshe se sheesha takraaye
Hey hey hey hey, hey hey eh eh hey
Yeh madira
Haan, yeh madira
Yeh madira to le aati hai yaadon ki barsaat
Ae chhalak chhalak ke chhalti jaaye Dil ko yeh madira
Haan, yeh madira honton se utre To bole dil ki baat
Hey, garaj garajke dil mein garje Gham ke yeh badra
Dil tak jaise yeh pahaunchi aayi aayi Aayi uski yaad Uski ek jhalak, uski ek jhalak Mil jaaye itni hai fariyaad Itni hai fariyaad, itni hai fariyaad
Hey naache mira jogan banke o mere ghanshaam Naache mira laheraake balkhaake o mere ghanshaam
Jhanana jhan, aha, aha, aha
O dekho kaise
(Jhanak jhanak jhan, jhanak jhanak jhan Jhananana paayal baaje re) Pyaar mein tere dil yeh chaahe ho jaaye badnaam
O dekho kaise, o dekho, o dekho
(Dhidak dhidak dil, dhidak dhidak dil Dhidak dhidakta jaaye re)
Hey (Dhamak dhamak dham, dhamak dhamak dham Dhamak dhamakta jaaye re)
(Jhanak jhanak jhan, jhanak jhanak jhan Jhananana paayal baaje re)
Ae, chhalak chhalak chhal Dhamak dhamak dham, khanak khanak khan Ae, dhadak dhadak dil Jhanak jhanak jhan, dhinak dhinakta jaaye re
Hey sheeshe se sheesha takraaye Sheeshe se sheesha takraaye Hey sheeshe se sheesha takraaye
(more)
(less)
Added: 8 months ago
Views: 6,492
"Dola Re Dola" with German subtitles
Hindi Lyrics:
Dola Re Dola Re Dola Re Dola
Haye
"Dola Re Dola" with German subtitles Hindi Lyrics: Dola Re Dola Re Dola Re Dola Haye Dola Dil Dola Mann Dola Re Dola
Lag Jaane Do Najariya, Gir Jaane Do Bijuriya Bijuriya, Bijuriya, Gir Jaane Do Aaj Bijuriya Lag Jaane Do Najariya, Gir Jaane Do Bijuriya
Baandhke Maein Ghunghroo Pehenke Maein Paayal Oh, Baandhke Maein Ghunghroo Pehenke Maein Paayal Ho Jhoomke Naachoongi Ghoomke Naachoongi Dola Re Dola Re Dola Re Dola
Dekho Ji Dekho Dekho Kaisi Yeh Jhankaar Hai Inki Aankhon Mein Dekho Piyaji Ka Pyaar Hai Inki Aawaaz Mein Haye Kaisi Thanadaar Hai Piya Ki Yaadon Mein Yeh Jiya Beqaraar Hai
Maathe Ki Bindiya Mein Voh Hai Palkon Ki Nindiya Mein Voh Hai Tere To Tan Mann Mein Voh Hai Teri Bhi Dhadkan Mein Voh Hai Choodi Ki Chhan Chhan Mein Voh Hai Kangan Ki Khan Khan Mein Voh Hai Baandhke Maein Ghunghroo Haan, Pehenke Maein Paayal Ho Jhoomke Naachoongi Ghoomke Naachoongi Dola Re Dola Re Dola Re Dola
(more)
(less)
Added: 8 months ago
Views: 26,393
"Maar Daala" with German subtitles
Hindi Lyrics:
Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai s
"Maar Daala" with German subtitles Hindi Lyrics:
Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya Hui dil mein dastak yahan kaun aaya Hum pe yeh kisne hara rang daala Oh, hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala, oh maar daala Maar daala, haan maar daala
Hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala
Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein
Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala
(Allah, allah, allah) Na chaand hatheli par sajaaya Na taaron se koi bhi rishta banaaya Na rab se bhi koi shikaayat ki
Na rab se bhi koi shikaayat ki
Har gham ko humne chhupaaya Har sitam ko haske uthaaya Kaanton ko bhi gale se lagaaya Aur phoolon se zakhm khaaya Haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya Oh haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya Khuda se dua mein tumhein maang daala, oh maang daala Allah, maang daala, allah, maang daala, oh
(Hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala)
Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein
Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala
(Allah, allah, allah) Maar daala, oh maar daala, maar daala ho maar daala Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala
(Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya Hui dil mein dastak, yahan kaun aaya)
Hey eh, eh eh eh Mm mm mm mm mm, mm mm mm mm mm mm
(more)
(less)
Added: 8 months ago
Views: 14,974
|
"Hamesha Tumko Chaaha" with German subtitles
Hindi Lyrics:
Aayi, khushi ki hai yeh ra
"Hamesha Tumko Chaaha" with German subtitles Hindi Lyrics: Aayi, khushi ki hai yeh raat aayi Sajdhajke baaraat hai aayi Dheere dheere gham ka saagar Tham gaya aankhon mein aakar Goonj uthi hai jo shehnaai To aankhon ne yeh baat bataayi
Hamesha tumko chaaha aur chaaha Aur chaaha chaaha chaaha Hamesha tumko chaaha aur chaaha kuch bhi nahin Tumhe dil ne hai pooja, pooja, pooja Aur pooja kuch bhi nahin Na na nahin, na na nahin nahin nahin nahin nahin Kuch bhi nahin, ho kuch bhi nahin Oh, kuch bhi nahin
Khushiyon mein bhi chhaayi udaasi Dard ki chhaaya mein voh lipti Kehne piya se bas yeh aayi
Jo daag tumne mujhko diya Us daag se mera chehra khila Rakhoongi main isko nishaani banaakar Maathe pe isko hamesha sajaakar O preetam, o preetam bin tere mere is jeevan mein Kuch bhi nahin, nahin, nahin, nahin, nahin Kuch bhi nahin
Beete lamhon ki yaadein lekar Bojhal kadmon se voh chalkar Dil bhi roya aur aankh bhar aayi Mann se aawaaz hai aayi
Voh bachpan ki yaadein Voh rishte voh naate voh saawan ke jhoole Voh hasna, voh hasaana, voh roothke phir manaana
Voh har ek pal mein dil mein samaaye diye mein jalaaye Le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon
O preetam, o preetam Bin tere mere is jeevan mein Kuch bhi nahin nahin nahin nahin nahin Kuch bhi nahin Hamesha tumko chaaha, aur chaaha chaaha chaaha
Aur chaaha chaaha chaaha Haan chaaha chaaha chaaha Bas chaaha chaaha chaaha Haan chaaha chaaha chaaha Aur chaaha chaaha chaaha
(more)
(less)
Added: 8 months ago
Views: 14,997
"Kaahe Chhed Mohe" with German subtitles
Hindi Lyrics:
Maalti gundhaaye kesh pyaare g
"Kaahe Chhed Mohe" with German subtitles Hindi Lyrics:
Maalti gundhaaye kesh pyaare gulgubaare Mukh damini si damakata chaal matwaari Chaal matwaari, chaal matwaari
Kathak dance rhythm iterations
Dhaai shaam rok lai, rok lai, rok lai Dhaai shaam rok lai, aur chakmaka mukh choom lai Mukh choom lai, mukh choom lai Sar se mori chunari gayi, gayi, gayi Sar se mori chunari gayi sarak sarak sarak Sarak sarak sarak, sarak sarak sarak
Kaahe chhed, chhed mohe garwa lagaayi Kaahe chhed, chhed mohe Nanda ko laal aiso dheet Barbas mori laaj leeni, laaj leeni, laaj leeni Barbas mori laaj leeni Bindashaam maanat naahi, bindashaam maanat naahi Kaase kahoon main apne jiya ki soonat naahi maayi Kaahe chhed, chhed mohe, ish
Dadh ki bhari matki, dadh ki bhari matki Dadh ki bhari matki lai jaata rahi dagar beech Aahat sun, aahat sun Aahat sun jiyara gayo dhadak dhadak dhadak Dhadak dhadak dhadak, dhadak dhadak dhadak
Kaahe chhede, chhede chhede mohe Kar pakadata choodiyaan sab karki karki karki karki Kar pakadata choodiyaan sab karki karki karki O maayi
Bindashaam maanat naahi, bindashaam maanat naahi
Kaase kahoon main apne jiya ki soonat naahi maayi Kaahe chhed, kaahe chhed Kaahe chhed, chhed mohe
(more)
(less)
Added: 8 months ago
Views: 14,696
"More Piya" with German subtitles
Hindi Lyrics:
Aasman Ki Baahon Mein Chand Akela Theh
"More Piya" with German subtitles Hindi Lyrics:
Aasman Ki Baahon Mein Chand Akela Thehra Tha Raat Ki Jawani Pe Chandni Ka Pehra Tha Runjhun Runjhun Hawa Ka Jhoka Ughli Ughli Raat Taaro Ki Doli Mein Aayi Jhilmilaati Jugnu Ki Baaraat Sab Ke Hoton Pe Thehri Thi Aake Koyi Baat Dhol Manjire Bajne Lage Padi Dafli Par Thaap Aur Dhumak Dhumak Kar Naach Rahi Thi Meri Radha Pyaari Dhumak Dhumak Kar Naach Rahi Thi Meri Radha Pyaari Jaane Kahan Se Raaz Rachane Aaya Chaila Girdari More Piya Darrta Hai Dehko Mora Jiya More Piya Darrta Hai Dehko Mora Jiya More Piya
Na Bahiyaan Dharo Aati Hai Muhje Sharam Haan Chhod Do Tumko Hai Meri Kasam Na Na Zid Na Karo Jaane Do Mujhe Baalam Dekho Doongi Mein Gaaliyan Bawre Chalo Hato Sataon Na More Piya More Piya More Piya Darrta Hai Dehko Mora Jiya More Piya Darrta Hai Dehko Mora Jiya More Piya
Jamuna Ke Teer Baje Mridang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang Artho Ke Geet Mann Mein Umang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang Saason Mein Pyaas Tan Mein Taran Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang Isse Dhak Dhak Duniya Hai Tang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang
(more)
(less)
Added: 8 months ago
Views: 13,218
|
"Bairi Piya" with German subtitles
Hindi Lyrics:
Ish, ish
Bairi piya bada bedardi, i
"Bairi Piya" with German subtitles Hindi Lyrics:
Ish, ish Bairi piya bada bedardi, ish Ho, bairi piya bada bedardi Dil ka dard na jaane saudaai Harjaai zulmi ram duhaai Kaise kahoon kaase kahoon haai ram Dil ka dard na jaane Na jaane, na jaane, na jaane jaane jaane haai Bairi piya bada re bedardi Ho ho, bairi piya bada be, ish Tu door jo tha to paas hi tha Ab paas hai to door hai kyoon Na jaane jaane jaane jaane jaane Tu door jo tha to paas hi tha Ab paas hai to door hai kyoon Aa paas to aa pehna bhi de yeh kangna Na sata, ab maan bhi le yeh kehna
Kaise kahoon, kaase kahoon haai ram ram ram ram ram Pagla itna na jaane Na jaane, na jaane, na jaane jaane jaane haai Ish Ish
(more)
(less)
Added: 8 months ago
Views: 20,126
"Silsila Yeh Chaahat Ka" with German subtitles
Hindi Lyrics:
Mausam ne li angdaayi, a
"Silsila Yeh Chaahat Ka" with German subtitles Hindi Lyrics: Mausam ne li angdaayi, aayi aayi Laheraake barkha phir chhaayi, chhaayi chhaayi Jhonka hawa ka aayega aur yeh diya bujh jaayega
Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya, ho, hm Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya Piya, yeh diya na bujha hai, na bujhega Meri chaahat ka diya Mere piya ab aaja re mere piya Ho, mere piya ab aaja re mere piya Is diye sang jal raha mera rom rom rom aur jiya Ab aaja re mere piya Ho, mere piya ab aaja re mere piya Faasla tha doori thi, faasla tha doori thi Tha judaai ka aalam, intezaar mein nazrein thi Aur tum vahan the, tum vahan the, tum vahan the Jhilmilaate jagmagaate khushiyon mein jhoomkar Aur yahan jal rahe the hum, aur yahan jal rahe the hum Phir se baadal garja hai, garaj garajke barsa hai Ghoomke toofaan aaya hai par tujhko bujha nahin paaya hai O piya yeh diya chaahe jitna sataaye tujhe yeh saawan Yeh hawa aur yeh bijliyaan Mere piya ab aaja re mere piya Ho, mere piya ab aaja re mere piya
Dekho yeh pagli deewani, duniya se hai yeh anjaani Jhonka hawa ka aayega aur iska piya sang laayega
Oh piya ab aaja re mere piya
Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya
Oh piya yeh diya
Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya
Oh piya yeh diya Ae piya, piya, piya
(more)
(less)
Added: 8 months ago
Views: 19,649
"What´s Another Year" by Johnny Logan
"What´s Another Year" by Johnny Logan
(more)
(less)
Added: 9 months ago
Views: 8,872
|
|
See All 263 Videos
|